DonkeyMails.com: No Minimum Payout

Tuesday, September 14, 2010

Hadith: Allah ka khauff aur Allah ki bakhsish


Urdu Translation :

Abu Saeed khudhri radi allaho anho se rivayat hai ki 
Rasoollallah sallallaho alaihey wasallam ne farmaya 
ek shakhs tha ki jisko Allah taala ne maal aur aulad 
diya tha usney apni aulad se kaha tum wo kaam karna 
jo main hukm deta hun warna main apni maal ka waris
aur kisi ko kar dunga,jab main mar jauu to mujhe jalana
phir peesna aur hawa mein uda dena kyunki mainey 

Allah subhanahu ke paas koi aagey neki nahi bheji hai 
aur jab allah ALLAH mujh par Qudrat payega to mujhe 
azab karega phir usney is baat ka iqraar apni aulad se 
liya, unhoney aisa hi kiya jab wo mar gaya Qasam mere 
Rab ki , Allah ne farmaya tuney aisa kyun kiya wo bola 
( Ya Allah) tere darr se , phir Allah taala ne usko kuch 
azab na diya

( Reported in Sahih Muslim , 6984)

English Translation :
Abu Sa'id Khudri radiallahoanho reported that Allah's Messenger 
(may peace be upon him) said 

"that a person amongst the earlier nations before you was conferred 
property and children by Allah, He said to his children: 'You must 
do as I command you to do, 

otherwise I will make others besides you as my inheritors. 
As I die, burn my body and blow my ashes in the wind as I do not 
find any merit of mine which would please Allah, and if Allah 
were to take hold of me, He would punish me. He took a pledge 
from them and they did as he commanded thein to do. 

Allah said: What prompted you to do this? He said: My Lord. 
Thine fear, and Allah did not punish him at all.

 Sahih Muslim , Book 037, Number 6640: